Mein Kaun Hoon
Kya mein manav hoon, nahin mujhmein manavta nahin
Kya mein insaan hoon , nahin mujhmein insaniyat nahin
To Kya mein bhagvaan hoon, nahin mein bhagvaan nahin
Kya fir mein haivan hoon, nahin mujhemin haivaniyat bhi nahin
Isiliye mein majboor aur pareshan hoon, kyunki mein janta nahin ki
Mein Kaun Hoon!!!